Matikář - naučíme matematiku. Každého.
Betano.cz - nová česká sázková kancelář

Mast Magan (Arijit Singh)

Ishq ki dhooni roz jalaaye Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye Ho akhiyaan kare jee hazoori Maange hai teri manzoori Kajra siyaahi, din rang jaaye Teri kastoori rain jagaaye Man mast magan, man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan, man mast magan Tera naam dohraaye Chaahe bhi toh bhool na paaye Man mast magan, man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan, man mast magan Tera naam dohraaye Jogiya jog lagake Makhra rog lagaa ke Ishq ki dhooni roz jalaaye Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye Man mast magan, man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan, man mast magan Bas tera naam dohraaye Chaahe bhi toh bhool na paaye Man mast magan, man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan, man mast magan Tera naam.. bas tera naam dohraaye Odh ke dhaani reet ki chaadar Aaya tere shehar mein Ranjha tera Duniya zamaana, jhoota fasaana Jeene marne ka waada saancha mera Ho.. sheesh-mehal na mujhko suhaaye Tujh sang sookhi roti bhaaye Man mast magan, man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan, man mast magan Bas tera naam dohraaye Chaahe bhi toh bhool na paaye Man mast magan, man mast magan Bas tera naam dohraaye Man mast magan, man mast magan Tera naam.. dohraye...